Sad Shayari in Roman English

Sad Shayari in Roman English is a heartfelt way of expressing emotions of pain, loneliness, and heartbreak. Written in Roman script but reflecting Urdu or Hindi sentiments, it allows people who cannot read traditional Urdu or Hindi scripts to enjoy the beauty of poetry. This Shayari often talks about lost love, unfulfilled desires, and the struggles of life, creating a connection with readers who have experienced similar emotions.

The charm of Sad Shayari in Roman English lies in its simplicity and relatability. Poets use expressive and emotional words to paint vivid pictures of sorrow and longing. Metaphors like broken hearts, silent nights, or fading memories are commonly used to make the feelings more intense. These short but meaningful lines are often shared to express sadness and find comfort in shared experiences.

This form of Shayari is widely popular on social media and messaging apps, as it bridges the gap between traditional poetry and modern communication. It helps people express their pain and emotions in a way that is easy to read and understand. Sad Shayari in Roman English reminds readers that they are not alone in their struggles and offers them a way to process their feelings through the beauty of poetic expression.

Gairon Se Kya Gila kare Apne katl ka Janab,
main apano ke Hathon Mein Khanjar Dekhen hai.

Dilwale to hum bhi the mohabat main dil jala baithe,
takdir hi apni kuch aise thi ek bewafa se dil laga baithe.

Tumhari Yaad Ke Dar Se Apana Shahar Nahin Badaloonga,
Tanhaiyon Se Ghira Hua Vo Ghar Nahin Badaloonga…

Aankh me aansu aagye jab wo hamse ruth gaya,
Dhadkane to tab ruki jab wo hamse bewafa hogaya..

Chhodakar usake jaane se jindagi mein mere hua andhera hai
har sham baani kaali raat bhale hee duniya ke lie har roj savera hai..

Zindagee Ke Kisi Bhi Mod Par Tumhaara Phon Aa Sakata Hai,
Isee Aas Mein Mai Apana Nambar Nahin Badaloonga..

Aisa nahin tha ki dil mein teri tasveer nahin thi,
bas itana samajh lo ki hatho mein tere naam ki lakeer nahin thi.

Ham Tanhai Mein Rote Hain
Magar Seekh Liya Hai Mehfil Mein Muskurana..

Ab Nahin Hai Mujhe Teri Jarurat
Kabhi Laut Kar Mat Aana..

Nasha Sharab Mein Nahin Hai
Kya Tumhe Pata Hai,
Ishq Karke Dekho Tote Ud Jayenge..

Raat Bhar Soya Nahi Mein,
yaad tujhe kar raha thaTu mujhe mil jaye
ye dua rab se kar raha tha.

Sapnon ko Tutate Dekha Hai,
barbadi Ke Manzar Dekhe Hain..

Kabhi Yeh Dua Ki Usse Mile Jahan Ki Khushiyan,
Kabhi Ye Khauf Ke Woh Khush Mere Bagair Toh Nahi.

Khuda Ki Marzi Bol Kar Mujh Say Bichar Gaya,
Aik Shakhs Khuda Ka Naam Par Faraib Kar Gaya.

Na Jaane Kitne Salo Ki Duao Ke Baad
Paya Tha Use,
Par Usne To Mujhe
Bus 2 second Me Thukra Diya.

1 COMMENT

Leave A Reply

Please enter your comment!
Please enter your name here